Knee Pain Remedy for Women!!!

General Mahachaat 2015-09-27 6,317 views
Banta: Bhai Santa ! Tumhari Biwi Ka Ghutne Ka Dard Theek Hua Yaa Nahi ?

Santa: Haan Yaar Doctor Ko Dikhaate Hee Theek Ho Gaya !

Banta (Hairani se): Achchha ! Kaunsi Dawa Se ?

Santa: Dawa Vagaira Kuchh Nahi ! Bas Doctor Ne Bataya Ki Ye Budhaape Kee Nishaani Hai Aur Us Din Ke Baad Phir Usne Dard Kee Shikaayat Hee Nahi Ki !!!

Comments (0)

No comments yet. Be the first to react!