Little Star!!!

General Mahachaat 2015-07-28 295 views
Chhote: Akshay Kumar bahut bada star hai na?

Bade: Haan hai toh...

Chhote: But uski wife itni badi star nahi hai... jyada chali nahin.

Bade: Nahin yaar, chali hai wo bhi, but uski shaadi ho gayi na.

Chhote: Nahin wo baat nahin hai, sabko pata hai.

Bade: Kisko pata hai?

Chhote: Bachhe bachhe tak ko pata hai ki wo nahi chali, wo ek choti star hai.

Bade: Wo kaise?

Chhote: Abe tune wo poem nahi suni? Twinkle-Twinkle little star...

Bade: Bakwas Band Kar.

Comments (0)

No comments yet. Be the first to react!