The Big Book!

General Mahachaat 2015-09-22 340 views
Ek baar ek ladka ghar mein sharaab pee kar aaya aur apne Dad se bachne ke liye ek badi si book lekar padhne laga!

Dad: Oye nalaayak, aaj phir sharab pee kar aaya hai kya...?

Son: Nahin Dad, bilkul nahin, kyun?

Dad: Kamine, toh phir pichle 10 minute se breifcase khol ke kya bak-bak kar raha hai...

Comments (0)

No comments yet. Be the first to react!