Too Much TV...

General Mahachaat 2015-09-22 413 views
3rd class ka bachcha apni Miss se kehta hai: Main aapko kaisa lagta hun... ?

Miss: Too sweet and cute.

Bachcha: Toh phir main apne mummi-papa ko aap ke ghar kab bhej dunu ??

Miss: Wo kyon?

Bachcha: Taaki wo hamari baat aage chalayein

Miss: Yeh kya bakwas hai.

Baccha: Tution padhane ke liye...!!! Miss aap bhi na kasam se TV dekh dekh ke kharab ho gayi hain...

Comments (0)

No comments yet. Be the first to react!