Malik, apne aalsi naukar se: Yahan par itne sare machchar goon-goon kar rahen hain, tu in sabko maar de.

Thodi der baad Malik: Oye aalsi kahin ke, maine tujhe machchar maarne ko kaha tha abhi tak tune mare nahin? Woh ab bhi goonn-goon kar rahe hain.

Aalsi naukar: Malik machchar toh maine saare maar diye hain. Yeh toh unki biwiyaan hain jo vidhva ho kar ro rahi hain.

{widget:social-share-button}


Add comment