Banta TRAIN mein chadne laga tab akashwani hui: Is mein mat chad yeh patri se utar jayegi.

Jab Banta PLANE mein chadne laga tab awaaj aayi: Ye crash ho jayega.

Jab vo BUS chadne laga tab awaaz aayi: Yeh khai mein gir jayegi.

Banta gusse se: Kaun hai?

Aawaz: GOD.

Banta: Shadi ke waqt jab GHODI chad raha tha, tab aapka gala baith gaya tha kya?

{widget:social-share-button}


Add comment