Ek khoobsurat rishte ka naam hai Maa.

Yeh Maa hi hai jo apne bachchon ko subah uthaati aur kehti hai...

Uth jao kanjron, 10 baj rahe hain, kutton ki tarah pade rahte ho, tumahre baap ne naukar nahi rakkhe hain jo tumhein nashta bana kar denge.
Zindagi haraam kar rakhi hai kameeno ne. Kaam ke na kaaj ke dushman anaaj ke...

Note: Har "Maa" wale msg emotional nahin hote.
Maa kabhi kabhi frustrated bhi toh ho sakti hai.

{widget:social-share-button}


Add comment