Santa Police station ja kar kehta hai: Inspector saab, mujhe ek FIR likhwaani hai.

Inspector: Kaun ho tum, kya hua, aur kiske khilaaf FIR karwaani hai?

Santa: Mujhe phone par jaan se marne ki dhamki mil rahi hai.

Inspector: Kaun de raha hai dhamkiyaan tumko, aur kya bol raha hai?

Santa: BSNL wale, kehte hai bill nahi bhara to kaat denge...!

{widget:social-share-button}


Add comment